Thursday, May 25, 2017

Hussain(as) ki shahadat ki peshangai rasulallah(saw)ko

Hazrat Aisha (r.a) farmati hai ke Rasoolullah (s.a.w.w) ne farmaya:

Mere ghar mai ek farishta aya jo isse pehle kabhi mere pass nahi aya tha aur usne mujhse kaha ke aap ka ye beta Hussain (a.s) qatal kr diya jayega aur agar aap (s.a.w.w) chahien to mai apko zameen ki woh mitti bhi dikha sakta hu jis mai inko qatl kr diya jayega. Aap (s.a.w.w) ne irshad farmaya fir us faeishte ne surkh (red) rang ki mitti nikal kr dikhayi.
#Musnad_ahmad hadith no. 26567

0 comments:

Post a Comment