Monday, September 21, 2015

Abu hanifa never said no to Rafulyadain

They say that Imam Abu hanifa(ra) was against rafayadain, & what they serve as the evidence is the Ila al Sunnah(image attached).

The amazing thing is that in Ila al Sunah the story(image attached) is presented between Imam abu hanifa(ra) & imam Awzai(ra) has no authentic sanad means this story is fake.

Hidaya(top notch book of hanafi) is published 300 year after the imam and  it doesnt have a sanad(chain of narration) and still presented as encyclopedia in hanafi madrasas.

In fact, it is still not proven from imam abu hanifa(ra) that he was not in favor of rafaydain, this thing is also accepted by abdul hayy lucknavi(hanafi ulema).

Rafayadain is sunnah & beauty of salah.
If someone praying without rafayadain his salah is valid but it is not like the prophet(saw)'s salah.

"Sallu Kama Ra'aytumuni Usalli"
Rasullah(saw) said: "Offer your Salat the way you see me Performing them" [Bukhari 631]



Wo kahte hai ki imam abu hanifa(ra) rafayadain ke khilaf then aur wo dete kya hai dalail me Ila al Sunan(scan in image)

Sab se achchi baat ye hai ki Ila al Sunan me jo kahani hai(image me hai) imam abu hanifa aur imam awzai ki uski koi sanad nahi hai matlab ki ye mangharat hai.

Hidaya (hanafi ki sabse afzal kitab) kitab imam ke 300 saal baad likhi gai, aur isme koi sanad nahi hai aur ab bhi ye kitab ek a'la mukam rakhti hai hanafi madraso me.

Ye aaj tak iska koi saboot nahi ki imam abu hanifa(ra) rafayadain ke khilaf the, aur ye cheez abdul hayy lucknawi(hanafi ulema) ne bhi maani hai.

Rafayadain namaz ki sunnat aur khubsurti hai
Agar koi rafayadain ke begair namaz parhta hai to uski namaz kubul hai par wo namaz Rasul(saw) ki namaz jaisi nahi hai.

"Sallu Kama Ra'aytumuni Usalli"
Rasullah(saw) ne kaha: "Namaz aise parho jaise mujhe parhte dekhe ho." [Bukhari 631]

0 comments:

Post a Comment