Tuesday, September 22, 2015

LEARN arabic tajweed

Asslamualikum Warahmatullahi wabarakatuhu
Namaz me quran sahi andaaz me parhna chahiye sahi se aawaz niqalni chahiye jaha halaq ki zarurat wahi halaq se aur jaha na ho waha zabardasti halaq ka istemal nahi karna chahiye. e.g.
jab surah ikhalas parhte hai to is surah me "ق" lafz aata hai isko bahut dhyan se halaq se niqalna chahiye.
Jab ham "ق" ko halaq se niqalte hai to iska matlab hota hai:
Keh do ki Allah ek hai;
Lekin Lekin Lekin
jab hum "ق" ko "ك" ki tarah niqalte hai matlab halaq ka istemal nahi karte to isi ayat ka matlab ho jata hai
Kha lo ki Allah ek hai;
Maazallah, Astahfirullah
To bhaio / bheno dhyan de. Quran bahut dhyan se parhni wali kitab hai!
FOR MORE TUNE IN FOR MY BROTHER ENGINEER ALI MIRZA BHAI:

0 comments:

Post a Comment